How to submit Sitemap To Google Webmaster Tool In Blogger.
Agar aapka blog ya website hai to apko hum batayenge ki sitemap kya hai
Our iska kya use hai or isko kaise google search cunsole me submit karte hain
to apko sub jankari is article me mil jayega to is post ko poora padhein.
Aj apko batayenge ki sitemap kaise banate hain or kaise search console me sitemap ko submit karte hain.
How To Submit Sitemap To Google Webmaster Tool In Blogger [HINDI]
Sabse pahle hum jante hain ki sitemap hota kya hai darasal sitemap ek xml file hota hai
jisme hamare blog ke sabhi post url hota hai.
Yenha aap jitna post published kar chuke
hain wo sab post ka details is xml file par rahata hai.
- How To Earn From Paybox, Daily 50 Rupees Paytm Cash
- Realme 3 Price In India, Specifications, Features All Details are here
- How To Increase Views On YouTube Videos
- Online Paisa Kaise Kamaye | 2019 Best Tarika
- YouTube Me Tag Kya Hai ? Tag kaise use kare
Sitemap ka use kya hai?
Jaise ki maine abhi bataya ki sitemap ek xml file hota hai jisme apke blog ke sari
post ka url hota hai ab ye to apko maloom chal gaya hai par aap sochenge ki sitemap
ka use kanha hota hai Darasal humlog jo sitemap banate hain .
usko hume google ko dikhana hota hai ki hamare
blog ya website me itne post hain orgoogle ko maloom chal jata hai acche se ki apke
blog ya website me kitne posthai taki usko index karne
me asan ho Ab dekhiye google humare blog me aise hi to nahi ayega to google ko
hume batana hota hai ki humare blog me itne post hain
or inko index karna hai so ye poori process khali apke post ko google me indexkarane
me madadgar sabit hota hai jisse apka blog ka url
google me jaldi se rank kare isliye hume ek xml file bana kar google search cunsole
me aubsub karna hota hai ab aap samajhgaye honge ki
sitemap kya hai or iska use kanha par hota haiAb chaliye aapko batate hain ki sitemap
banate kaise hain or submit kaise karte hain.
Sitemap banate kaise hain?
• Sabse pahle aap xml-sitemaps par jayein.
• uske baad yenha apna blog ya website ka url daalein
• ab start button par click kar dein Aab aaple samne
apka blog ka sitemap ready milega bus
aap isko aap live dekh bhi sakte hain jaise ki agar mera sitemap dekhna chahta hun ho
https://www.techotn.com/sitemap.xml par mera sitemap dikhega is tarah aap bhi
apneSitemap ko dekh payenge.
Ab final step bacha hua hai bus ab google search cunsole me sitemap ko Submit
karna hai to chaliye dekhte hain sitemap kaise submit karte hain.
Sitemap submit kaise kare google me
Aapka sitemap ready hai to bus ab ek kaam hai khali usko search cunsole me submit
karna hai to sabse pahle aapko jana hai google search cunsole account me
uske baad apse wanha kaha jayega ki apka property select karne
Ko bola jayegaProperty select karne ke baad sitemap par click karein
Phir uper apkoAdd/test sitemap likha ayega isme sabse pahle apka
sitemap address dalna hai
Yenha dhyan rakhiyega ki yenha par apka website ka address pahle aa
jayega to ismekhali last wala url sitemap.xml dalma hota hai.
Yenha or ek baat ka dhyan dein ki sitemap ka spelling small letter me
likhein suru se last tak phir apka sitemap address daal dein
or test par click karien jab apka test complete ho jayega iskamatlab
apka sitemap sahi hai aab aap isko add kar dijiye bus apka sitemap
add ho jayega orgraph me dikhayega ki kitna post submit hua hai
or kitna index hona baaki hai. Bus doston aapko ye post kaisa laga niche comments
karke jaroor bataien taaki hum aapko or acchi article de sakein.